Aaj ajeeb se vidambna h
Raaz khul k bhi nahi khula h
Jo h paas aur h bahut khas
Dhundli lagti ab unse ek aas
Ab jo baat kar li itni khul k h
Kyu mein na janu meri paheli
Kuch suljhi h ya aur uljhi h
Man lagta mera bandha sa h
Har Rishta lagta khicha sa h
Jis naye rishtey ko pana h
Kyu purano ko karta wo begana h
Kya pehle nahi tha andaza mujhe
Jo Har sapna liya sang lekar tujhe
Kya sab jaan k bhi bhag rahi hu mein
Parivar se jyada aas kar rahi hu mein
Khud ko diya dilasa h
Sab Acha hoga iski aasha h
Comments
Post a Comment