Jaana khush nahi hoti, jane kyun khush nahi hoti
sahib pareshan h behad janam kyun khush nahi hoti
kya reh gayi kami?
kyun h wo sahmi si
kya naraz h humse?
ya h gum wo kahin
Kaise ye samajh nahi aata
sahib janna h chahte, Janam ko kya h bhata?
Na wo tasveeron mein bas simatna h chahti
Wo toh nazaroon mein h bas dooba rehna chahti
Sahib ye toh jaan gaye h ki
Jaana h sabse alag si hi
Muft ki cheezo ko bhi mana jo h kar deti
Chahat aur jarurat mein fark ko h samjhti
Kyun sabse alag h wo itni
Ye baat Sahib ko h satati
Jaana kya h chahti
Khul k khud kyu nahi h batlati?
Comments
Post a Comment